Khayal Tear Muskurahat Lata hai,
Teri Aashqui me doob jane ka dil chahta hai,
Afosos nhi hoga agar tujhe paa na Saka,
Khush rhunga humesa ki mujhe bhi koi chahta tha.....
Zindagi Nirali Hai kyunki ye har sama ki deewani hai,
Chahat kashish aur pyar mohabbat hote hai ek dhage ki tarah,
toot jaye to nhi jud nhi sakte kabhi,
Par majboot ho jaye to Koi tod nhi sakta...
Meri chahat ki deewangi humesa fikr se nhi hoti,
Waqt k sath zindagi humesa bhi buri nhi hoti,
Paa lunga mai ek din apne us mukaam ko jiski chahat hai,
Kyunki dillagi ki kbhi kbhi alag entry bhi hoti hai,
Junoon ho agar kuch paane ka,
waqt ho agar kuch ban k dikhane ka,
Kosis kro tum kar jaoge ,
Saari duniya se lad jaoge ,
waqt bewaqt hi shi ek din tum bhi mahan kahlaoge,
koi nhi harata iss duniya me sab jeet k baajigar hote hain,
badho aur badhte rho duniya ko kuch naya do,
Salam na kre agar koi tumko to phir kho,
bus mehnat ki ek acchi kosis ho,
waqt ki bhi ek acchi frequency ho,
electric jaisi sakti jo ayegi,
to khud hi zindai ki light jal jayegiiiiii

No comments:
Post a Comment