Wednesday, March 19, 2014

Tujhe jab dekha to aisa laga,
Jaise mujhe zindagi mil gayi,
Tujhe pyar karta hu mai dil se
Chahe tu mujhe mile ya na mile kasam se...............





Tu jab bichda mujhse to dard hua,
Khud ko samhala maine tadap kar,
Akhir tu wapas ayega ye soch kar,
Intezar karunga tera mai umr bhar..................




Kahte hai pyar bda gajab hai,
Jab wo dil me sabab se ho,
 Dil to de diya humne use,
Bas unka humare dil me utarna baaki hai...........



Tere liye har roj likhta hu,
Sayar hu nahi par ban ne ki koshis karta hu,
Sochta hu sayad meri sayri se tu samjhe,
Ki dil se mai tujhe kitna pyar karta hu..........



Dil laga hai tujhse dil se,
Tear liye mar bhi jayenge kasam se,
Ab aur na tadpa mujhe aey zindagi,
Bas haa kar de mujhe sman se...............


Dil ki gahraiyon me tu hai,
Mere dil ki har dhadkan me tu hai,
Ab to safar bhi milon ka lagta hai,
Ab to sirf  tere liya pal pal marta hu..............



Pyar kiya hai to nibhayenge umr bhar,
Tu aye ya na aye aey humsafar,,
Mar kar bhi jiyenge tere liye,
Kyunki tu bna hai sayad mere liye.........................


 


















 



















इंतज़ार

                                                                पल जब इंतज़ार का हो  कुछ इस तरह इंतज़ार करना जैसे जहां में तेरे लिए बस मैं ही ...