Sunn le bapu ye paigam, meri chithi tere naam,
chitthi mein sabse pehle likhna tujhko ram-ram,
kala dhan kala wehpar, rishwat ka kala bazar,
satya ahinsa kahe pukar toot gaya charke ka taar,
tere Anshan satyagrah ke badal gaye asal bartaw,
ek nayi vidha h upaji ka ye kaisa nikla h gehraw,
teri kathin tapsha ka ye kaisa nikla h anjaam,
teri chithi mein sabse pehle liktha tujhko ram ram,
prant prant se takrata h, bhasa par bhasa ki lat,
mein Punjabi tu bangali kon kare bharat ki baat,
teri hindi ke paon mein angreji ne dali dor,
teri lakdi tago ne tag li, teri bakri le gaye chor,
sawarmati siskati teri tapad raha h Sewagram,
ram raj ki teri kalpana udhi hawa mein bane kapur,
bacho ne padhna likhna choda-tod phod mein h magroor,
neta ho rahe dal badlu desh ki pagdi rahe uchal,
tere poot bigad gaye baapu phir bhi, phool chadate subh sham,

No comments:
Post a Comment