Kismat ka bhi khel dekho,
Waqt ka bhi ye mel dekho,
Aaj Adhoore sapne bhi sach honge,
Sabke Sapno ke bhi naye par honge,
Mat hona aey musafir tu khafa,
Tujhe bhi ek din milega apni manjil ka pata,
Roshan ho jayega ye jamana,
Jis din tujhe apni majil ka rasta mila,
Afsos mat kar na ho tu pareshan,
Teri zindagi ka bhi hai ek imaan'
Apne waqt par bharosha rakh,
Aur khud ko pahchan,
Kyunki tu hi hAi wo inshan,
jo badaln sakta hai "HINDUSTAN"
“What you do makes a difference,
and you have to decide
what kind of difference
you want to make.”
Waqt ka bhi ye mel dekho,
Aaj Adhoore sapne bhi sach honge,
Sabke Sapno ke bhi naye par honge,
Mat hona aey musafir tu khafa,
Tujhe bhi ek din milega apni manjil ka pata,
Roshan ho jayega ye jamana,
Jis din tujhe apni majil ka rasta mila,
Afsos mat kar na ho tu pareshan,
Teri zindagi ka bhi hai ek imaan'
Apne waqt par bharosha rakh,
Aur khud ko pahchan,
Kyunki tu hi hAi wo inshan,
jo badaln sakta hai "HINDUSTAN"
“What you do makes a difference,
and you have to decide
what kind of difference
you want to make.”
No comments:
Post a Comment